Saturday, November 25, 2017

Ajeeb Dastan Hai Yeh

Ajeeb Dastan Hai Yeh 
Lata Mangeshkar 
Movie: Dil Apna Aur Preet Parai

Ajeeb daastaan hai [A]yeh
Kahaan shuruu kahaan kha[E]tam
Yeh manzilein hai kaun [D]si
[E]Na woh samajh sake na [A]hum

Ajeeb daastaan hai [A]yeh
Kahaan shuruu kahaan kha[E]tam
Yeh manzilein hai kaun [D]si
[E]Na woh samajh sake na [A]hum

Yeh roshni ke saath [D]kyun
Dhuaan udha chiraag [A]se
Yeh roshni ke saath [D]kyun
Dhuaan udha chiraag [A]se

Yeh khwaab dekhthi hun [D]main
[E]Ke jag paddi hun khwaab [A]se

Ajeeb daastaan hai [A]yeh
Kahaan shuruu kahaan kha[E]tam
Yeh manzilein hai kaun [D]si
[E]Na woh samajh sake na [A]hum

Mubaarakein thumhein ke [D]tum
Kisi ke noor ho ga[A]ye
Mubaarakein thumhein ke [D]tum
Kisi ke noor ho ga[A]ye

Kisii ke itne paas [D]ho
[E]Ke sab se door ho ga[A]ye

Ajeeb daastaan hai [A]yeh
Kahaan shuruu kahaan kha[E]tam
Yeh manzilein hai kaun [D]si
[E]Na woh samajh sake na [A]hum

Kisii ka pyar leke [D]tum
Naya jahaan basaao[A]ge
Kisii ka pyar leke [D]tum
Naya jahaan basaao[A]ge
Yeh shaam jab bhi aaye[D]gi
[E]Tum hum ko yaad aao[A]ge

No comments:

Post a Comment